Is Qadar Tumse Pyaar Ho Gaya Lyrics : इस कदर तुमसे हमें प्यार हो गया the Hindi song is sung by Tulsi Kumar, Darshan Raval, which has been music composed by Sachet-Parampara.
The lyrics of is kadar pyar ho gaya song have been written by Sayeed Quadri. The actor of this song is Shahid Kapoor and the actress is Kiara Advani. The Music Video is beautifully directed by Arvindr Khaira.
Is Qadar Tumse Pyaar Ho Gaya Song Credits:
Song Title: | Is Qadar |
Singer: | Tulsi Kumar, Darshan Raval |
Lyrics: | Sayeed Quadri |
Music: | Sachet-Parampara |
Video: | Arvindr Khaira |
Music Label: | T-Series |
Is Qadar Tumse Pyaar Ho Gaya Lyrics in Hindi
Is qadar tumse humein pyar ho gaya
Hadd se zyada hadd se paar ho gaya
Is kadar tumse humein pyar ho gaya
Hadd se zyada hadd se paar ho gaya
Din teri chahaton mein ghuzarne lage
Dil kahe har gali tumse milne chalein
Pehlu mein hardum baithe rahein
Doobe rahein teri aankhon main
Is qadar tumse humein pyar ho gaya
Hadd se zyada hadd se paar ho gaya
Humein ishq hai teri yaad se
Humein ishq hai teri baaton se
Tere neend mein aate khwabon se
Tere sath huyi mulakaton se
Mujhe ishq hai tere chhoone se
Mujhe ishq hai tera hone se Tere hath mein apne hathon se
Tere sath kate din raaton se
Chehre ko tere dekha karein
Chehre ko tere dekha karein
Leke tujhe in baahon mein
Is qadar tumse humein pyar ho gaya
Hadd se zyada hadd se paar ho gaya
Aankhein yeh mujhse kahein
Bas tumko yeh takti rahein
Tu hi tu basa dil mein hardum bepanah
Dil to chahe de de tujhko
Phoolon se bhari raahein
Tumhari har adaa tumhari har nazar
Pe hum marne lage
Unpe hum marne lage
Is Qadar tumse pyar ho gaya
Is Qadar dil nisaar ho gaya
Is Qadar bekaraar ho gaya
Is Qadar ab khumar ho gaya
Is Qadar tumse pyar ho gaya
Is Qadar dil nisaar ho gaya
Is Qadar bekaraar ho gaya
Is Qadar ab khumar ho gaya
FAQS
Sayeed Quadri have written the lyrics of “Is Qadar Tumse Pyaar Ho Gaya”.
Tulsi Kumar and Darshan Raval
Darshan Raval & Tulsi Kumar
Arvindr Khaira
About Is Qadar Tumse Pyaar Ho Gaya Song
Yah song Sayeed Quadri ne likha hai or Tulsi Kumar and Darshan Raval ne gaya hai. song bahut hi sundar gaya hai yah song hindi basha gaya hai. es song ka music Sachet-Parampara ne diya hai jo ki bahut sandar hai.
Yah ek romantic song hai jo ki dhoom machane wala hai Darshan or tulsi ki voice es gane ko char chand laga deti hai.
yah ek party song hai jo lover ko bahut pasand aa rh hai. yah gaana bhi hit ho rha hai aap ko ek bar jarur sunna chahiye.
More Songs You May Like :
तेरे नैना विलायती शराब Vilayati Sharaab Lyrics | Darshan Raval
रब्बा मेहर करी / Rabba Mehar Kari Lyrics | Darshan Raval
असल में / Asal Mein Lyrics | Darshan Raval
हवा बन के / Hawa Banke Lyrics | Darshan Raval
Hum aasha karate hai ki hamaare dvaara likhe gye Is Qadar Tumse Pyaar Ho Gaya Lyrics in hindi aapako pasand aaye honge.
Agar yah lyrics aapako pasand aaya hai to apane dosto aur Parivaar waalon ke saath share karana na bhoole. es song ke baare.